more from
Azadi Records
We’ve updated our Terms of Use to reflect our new entity name and address. You can review the changes here.
We’ve updated our Terms of Use. You can review the changes here.
/
  • Streaming + Download

    Includes unlimited streaming via the free Bandcamp app, plus high-quality download in MP3, FLAC and more.
    Purchasable with gift card

      $1 USD  or more

     

  • Full Digital Discography

    Get all 13 Ahmer releases available on Bandcamp and save 25%.

    Includes unlimited streaming via the free Bandcamp app, plus high-quality downloads of Azli (Prelude), AZLI, Kartab, USTAAD, Hoshiyaar, Saladin, I.D. (Prod By Lacuna), Alamgaar, and 5 more. , and , .

    Purchasable with gift card

      $18 USD or more (25% OFF)

     

about

Azadi Records is proud to present Alamgaar - the latest single by Kashmir's Finest - Ahmer. Produced by Zero Chill, Alamgaar sees the Srinagar-based prodigy link up with Straight Outta Srinagar and Team Evo - two of the most exciting duo’s to emerge from the South Asian hip-hop scene over the last year. The five MCs, led by Ahmer, deliver a scathing indictment of recent trends that have come to dominate the conversation around South Asian hip-hop and how certain artists have exploited this and betrayed the culture. Alamgaar is a defiant declaration against the encroachment of commercial interests that stagnate the evolution of the creative pillars that act as the foundation of the genre and is delivered by five artists who will play a pivotal role in shaping the future of this artform.

lyrics

AHMER
Sunna joh tune woh sach!
Haan ji hum inse alag,
UK se Sirinagar, uppar se neeche sab ulat pulat, nah!
Fuck na dun hate ko, chote ye rapper toh laaya main draco,
Lodey pe mere baithe ye saare bajne ko,
Bana root ka canal joh tu laga sadne ko,
Chalo khelo!

Ye medhak joh phudakte, faltu ki baithak mein,
Khundak mein jhulaste,
Hum bhi toh aafat hai!
Vimano se gola bhari,
Dogfight! hai circle bhi kaafi haavi,
Rozgaari meri? mera career na beef ka,
Main diss wala rapper na, saanse hun cheenta,
Dehradun wale bhai apne phir heat laaye,
Do vaadiya judi toh hyi honi hai tabahi,

PRE HOOK:
Rishwat se lele tu hype,
Main flow karu switch naaki side,
Ye bitch kare joh all night,
Lo aagaye shikaari on site!
Haan pehle tha main kaafi nice,
Ab toh haraami on mic,
Inki toh honi thi tight!

Abbey ruk!
HOOK:
Ab hona azaab hai, humse toh bidhna hi paap hai,
Hum toh beta tere baap hai,
UK hai SAATH mein, bachne ka kaisa imkaan?
Woh bole hume Alamgaar!
Hona hisaab hai,
Badle mein mileghi laashe,
Har lamhaa jungi halaat mein,
Marte na khwab hai,
Bachne ka kaisa imkaan?
Woh bole hume Alamgaar!

Aatanki:
Chadayi ab uppar se upaar ki
Hustle jab Har din ki
Basand se Dori ,Par chede jo
Phode fir, chode Mai ,Muh ko bhi
age ho Jo marzi
Akela bhari Mai 100 par bhi,

Hum jaise mokoshi sab se anokhe
Thule ko dookhe bhi dunde bas mouke ,
Tu chuna na chote
Bande Jo akhde fir
Ghar ko nah lote,

Chuke nah kare Jo aim ,
Khokle ye andar se Baje sab same ,
Dogle nah Real hum Lupe Ye game
Andhi hum tamege tumhe ye vehem, ha!
Rehm nah Lute hum sathi dakait
Hey don't you fuck with ya gang
Tere sab Shooter bhi kaid
Hum Jo bhi likhe Woh faiz
Gaane kitaabe hai kaiz

Tufail
Saare bolo badiya he badiya hai,
UK 07 se judaayi humne galiya hai,
Cheda waqt se rukaayi saari gadiya hai,
Tere takht se judaayi ka ek zariya mai,
Sariya collab ye sar pa hai seedha halaaq,
Ye qalam se karte mazaak,
Yeh likhte sab jo bhi napaak,
Abh honi sanjeeda halaat, mausiqi se inka talaak!

Abh bolna be kaun hai behtar, kis se better kitna dapper tera favourite rapper,
Mere L ka rehbar!
Halka rapper, hulk main rapper,
Karu lyrical massacre!
SOS, sath mein Ahmer,
Intifada inqalab haan, fateh har ilaka,
Rooh zabt teri istilah se,
Iss tarah se,
Sab halaal abh bismillah se!

PRE HOOK:
Rishwat se lele tu hype,
Main flow karu switch naaki side,
Ye bitch kare joh all night,
Lo aagaye shikaari on site!
Haan pehle tha main kaafi nice,
Ab toh haraami on mic,
Inki toh honi thi tight!

Abbey ruk!
HOOK:
Ab hona azaab hai, humse toh bidhna hi paap hai,
Hum toh beta tere baap hai,
UK hai SAATH mein, bachne ka kaisa imkaan?
Woh bole hume Alamgaar!
Hona hisaab hai,
Badle mein mileghi laashe,
Har lamhaa jungi halaat mein,
Marte na khwab hai,
Bachne ka kaisa imkaan?
Woh bole hume Alamgaar!

DAKAIT:
Jiyu main Azaad jai Chandrashekhar (jai)
Londey keet daant mujhme antar dekhkar (dekh)
Devlok se toh mere path par devgan
Game saara gerun thodey manatar fek kar (swaha)
Jan pe baat aaye toh gun rakh case par(thaak)
Tan pe ched
Na ek shan tu khed kar
Likhu tantra page par anant shetrafal
Jaise raajnaitik shadiyantra mez par
Kash maru karein kashmiri flow
Vash mein basalu puri pidi ko
Easy bro
Vish mai dubaake sari city ko
Mast hoke prasthaan Tehri ko
Mast maan
Karta ni matdaaan
Jhuuti sab baaton ka pakwaaan
Mat maaan (mat maan)
Jujmaaan
Yon ta sab khaaan
Yakh ho ya takh maa
Jakhi jaan wakhi khaaan
Bharne yha sabko hi paapi pet
Toh mai chabaata rappers thaali samet
Jo wehem rakhte meri azaadi pe
Bang karu bangers se
Ahmer jab ghaati mein
Raag theek hai
20 20 track, saal theek hai
Puliya maalsi se
Log bolte maalchi the
7 saal peechey
Shaady toh shaapit hai
Verse chade toh chadhau londey faasi pe!


ANIKET:
Ye mic pe Inqalab Hai
Ek sailab hai
Kar inhe intala ke
Sehar ye zapt hai
Paine shabd hai
Mere
Kehar hai ladke mere
Lene aaye inteqaam hai

Vo bole mujhe haal kya janab hai
Bole Gaane tere dope poore aag se lagade ka
Kalam hai barood hote hath se dhamake
Laashe bichi rappero ki
Nikle inke zanaze

khaali kare baate
Aake aankh na milaate
Yaha sar fate dekh
zara Hath to lagake

Inhe lage mere sab gunah hai
Mustaafa Mai Ban karu
Inko parajit

Hai Kayaar ye khele bas chup karke
Rustom bane fire launde ye oopar se
Bhai mere kashmeer se kush bharte
Flow bahe ganga sa Nikla Ho jaise ye goumukh se

Jo bane dawood mai
bars ke gola barood daaagu
Seedha bas dushman pe
Jaise ham Bhagat Singh laate Azaadi
Bas Kranti likh dala pustak pe!

credits

released March 26, 2021
Written & Performed: Ahmer, SOS, Aniket Raturi, Dakait
Produced by: Zero Chill
Artwork: Shubham Kaul
Mixed and Mastered: Ahmer

license

all rights reserved

tags

about

Ahmer

Ahmer is a prolific rapper & producer from Srinagar, Kashmir. Since a young age, he has been acutely aware of the violence that plagues that valley, & his lyrics reflect a self-critical & self-aware artist that is trying to make sense of one of the most complex issues of our time.

Ahmer manages to introduce to people to the complexities of the Kashmiri people & the conflict that defines them.
... more

contact / help

Contact Ahmer

Streaming and
Download help

Redeem code

Report this track or account

If you like Alamgaar, you may also like: